Monday, 19 December 2011

Mobile Phone ka Istemal

Humain mobile phone rakhnay ki ijazat nahi hoti. hamary baron ka khayal hai kay moblie bigar dayta hai sirf larkiyn ko. aaj kal mobile phone ka ghalat istemal ho raha hai jis kay zaire asar aakay larkiyan ghar walon say baghi ho sakti hain.hum nay mana kay ye baat kisi had tak sahi hai mager her chez ka sahi aur ghalat istemal dono hota hai. zarori nahi kay larkiyan mobile phone say bigar jain.baat bharosayki hai.

Aap ka kiya khayal hai?

1 comment:

  1. Baat to thk he magar ye waldain ki zimadari he k wo apne bachon par nazar rakhen unko azad na chor den angrezo ki tarhan kion k aj jo kuch ho raha he wo kisi se mukfi nahi larky larkiyan raaton ko der tak jag jag kar baten karte hen

    ReplyDelete